Hello friends kya aap jante hai aapka Facebook profile last visit kisne kiya hai? Janna chahate hai kaise hum pata kar sakte hai ki kisne humara Facbook profile visit kiya hai. Aaj me aapko bataunga ki kaise hum nikal sakte hai pura list jinhone hamara facebook page visit kiya hai.
STEP-1
Google chrome par apna Facebook page login kare aur apna timeline page open kare. Iske baad kahi pe bhi right click kare aur view page source pe click kare.
STEP-2
View page source pe click karte hi dusra tab open ho jayega. Page kuch is tarah dikhai dega.
STEP-3
Yaha pe hume keyboard par control key Ctrl+F dabana hai. Ctrl+F dabate hi aisa box right side top corner pe dikhai dega. Us box me initialchat type kare. Initialchat type karte hi niche initialchat colour word me dikhai dega.
STEP-4
Initialchat ke samne list hai. Bahut sare numbers hume dikhai deraha hai. Ye sab hamare profile visitors hai. Chaliye hum check karte hai. Hum ek number copy kar lete hai. Yaha hume sirf number hi copy karna hai. "-2 " copy mat kare.
STEP-5
Ye number mene copy karliya hai dhekte hai kisne mera profile visit kiya hai. Ye check karne ke liye hume upar type ya edit karna hai https://www.facebook.com/100008329027906
aur enter karde is tarah.
Chaliye dekhte hai thori der phele kisne mera profile visit kiya hai. Mene enter kiya aur page open hogaya.
Oh my friend sanju sharma! Aur bhi visitor dekh sakte hai same process se.
Asha karta hoon mera ye blog apko pasand aya hoga.Agar aapko samajne me dikkat aye to jarur comment kare dhanyawaad.

ok
ReplyDelete