ADVERTISEMENT

Wednesday, 6 April 2016

YOU TUBE SE VIDEO KAISE DOWNLOAD KARE BINA SOFTWARE KE

Dosto youtube se video download karne ke liye aapko bahut sare software to mil jayenge par aaj me aapko aisi tricks batane ja raha hoon jisko karne se aap bina software se Youtube ke video/audio asani se download kar sakte hai

STEP-1

Phele Google pe Youtube search kare-



STEP-2
Youtube home page open kare uske baad jo video download karna hai wo search kare. Uske baad upar video ka url aisa dikhega  eg. https://www.youtube.com/watch?v=abcdefg. Ab apko upar video ke url pe click karna hai. Uske baad www. ke baad SS type kare. URL aisa show hoga  https://www.ssyoutube.com/watch?v=abcdefg . Ab apko keyboard par enter dabana he.




STEP-3
Enter dabane ke baad next page aisa show hojayega




STEP-4
Ab aapko jaisa format chahiye click kare aur download kare. Asha karta hoon mera ye post aapko pasand aya hoga agar kahi par bhi samajne me dikkat aye to ya koi bhi sawal ho to jarur comment kariyega dhanyawaad.




1 comment:

  1. Tubemate helps users to easily download free videos from popular video channels like Youtube, Facebook, Vimeo, Twitter, Instagram ... Tubemate is published by Devian Studio.
    Homepage: https://devianstudio.net/; Tubemate.net
    Address: XX74 HH Jamalpur, Haryana, India
    Phone: +919812020076

    ReplyDelete